Python programming ek computer programming language hai, jiska use software development, mathematics, system scripting, aur data analysis ke liye kiya jata hai.
Yeh ek high-level language hai, jisme code simple aur readable hai.
Python ka syntax easy hai, jisse beginners bhi asani se sikh sakte hai.
Isme modules, exceptions, dynamic data types, aur automatic memory management hai. Python se aap web development, machine learning, data science, aur bahut kuch kar sakte hai.